Tehzeeb Hafi Shayari in Hindi : आज शायरी की दुनियां में तहज़ीब हाफी का नाम कौन नहीं जानता। तहज़ीब हाफी का शायरी पढ़ने का अपना ही एक अंदाज़ है और आज हम आपके लिए लेकर आये हैं Best Tehzeeb Hafi Shayari जो आपके दिल को ज़रूर छू जाएगी।
Here we have the best collection of Tehzeeb Hafi Shayari with Good Quality Sad and Romantic Shayari Images that you can easily download and share.
Hope you love our collection of Tehzeeb Hafi Shayari In Hindi if you like them, don’t forget to share. We are continuously working to update and add New Tehzeeb Hafi Shayari .
यह भी पढ़े !
- {New 100+} 2 Line Shayari in Hindi
- Attitude Status In Hindi
- Best Shayari Attitude in Hindi
- Best Attitude Shayari 2 Line in Hindi
Tehzeeb Hafi Shayari 2024
Zehan Se Yaadon Ke Lashkar Ja Chuke
Woh Meri Mehfil Se Uth Kar Ja Chuke
Mera Dil Bhi Jaise Pakistan Hai
Sab Huqumat Karke Bahar Ja Chuke
ज़ेहन से यादों के लश्कर जा चुके
वो मेरी महफ़िल से उठ कर जा चुके
मेरा दिल भी जैसे पाकिस्तान है
सब हुकूमत करके बाहर जा चुके
Maine Jo Kuch Bhi Socha Hai
Main Woh Waqt Aane Pe Kar Jaunga
Tum Mujhe Zehar Lagte Ho Aur
Main Kisi Din Tumhe Pee Ke Mar Jaunga
मैंने जो कुछ भी सोचा हुआ है,
मैं वो वक़्त आने पे कर जाऊँगा
तुम मुझे ज़हर लगते हो और
मैं किसी दिन तुम्हें पी के मर जाऊँगा
Kaun Tumhare Paas Se Uthkar Ghar Jaata Hai
Tum Jisko Chhu Leti Ho Woh Mar Jaata Hai
कौन तुम्हारे पास से उठ कर घर जाता है
तुम जिसको छू लेती हो वो मर जाता है
Ruk Gaya Hai Woh Ya Chal Raha Hai
Humko Sabkuch Pata Chal Raha Hai
Usne Shaadi Bhi Ki Hai Kisi Se
Aur Gaanv Mein Kya Chal Raha Hai
रुक गया है वो या चल रहा है
हमको सब कुछ पता चल रहा है
उसने शादी भी की है किसी से
और गाँव में क्या चल रहा है
Ab Mazeed Usse Yeh Rishta Nahi Rakha Jata
Jisse Ek Shakhs Ka Parda Nahi Rakha Jata
Ek To Bas Mein Nahi Tujhse Mohabbar Na Karun
Aur Phir Haath Bhi Halka Nahi Rakha Jata
अब मज़ीद उससे ये रिश्ता नहीं रक्खा जाता
जिससे इक शख़्स का पर्दा नहीं रक्खा जाता
एक तो बस में नहीं तुझसे मोहब्बत ना करूँ
और फिर हाथ भी हल्का नहीं रक्खा जाता
Padhne Jaata Hoon To Tasme Nahi Bandhe Jaate
Ghar Palat’ta Hoon To Basta Nahi Rakha Jaata
पढ़ने जाता हूँ तो तस्मे नहीं बाँधे जाते
घर पलटता हूँ तो बस्ता नहीं रक्खा जाता
Tarikiyon Ko Aag Lage Aur Diya Jale
Yeh Raat Bain Karti Rahe Aur Diya Jale
Uski Zaban Mein Itna Asar Hai Ki Nashf Shab
Woh Raushni Ki Baat Kare Aur Diya Jale
तारीकियों को आग लगे और दिया जले
ये रात बैन करती रहे और दिया जले
उस की ज़बाँ में इतना असर है कि निस्फ़ शब
वो रौशनी की बात करे और दिया जले
Kya Khabar Aur Tha Woh
Aur Mera Kya Lagta Tha
Jisse Milkar Mujhe
Har Shakhs Bura Lagta Tha
क्या ख़बर कौन था वो
और मेरा क्या लगता था
जिससे मिलकर मुझे
हर शख़्स बुरा लगता था
Tumne Kaise Uske Jism Ki Khushbu Se Inkar Kiya
Us Par Paani Fenk Ke Dekho Kacchi Mitti Jaisa Hai
तुमने कैसे उसके जिस्म की खुशबू से इन्कार किया
उस पर पानी फेंक के देखो कच्ची मिट्टी जैसा है
Aur Fir Ek Din Baithe Baithe Mujhe
Apni Duniyan Buri Lag Gayi
Jisko Aabad Karke Huye
Mere Maa Baap Ki Zindagi Lag Gayi
और फिर एक दिन बैठे बैठे मुझे
अपनी दुनिया बुरी लग गयी
जिसको आबाद करते हुए
मेरे मां-बाप की ज़िंदगी लग गयी
मुझसे मत पूछो के उस शख़्स में क्या अच्छा है
अच्छे अच्छों से मुझे मेरा बुरा अच्छा है
किस तरह मुझ से मुहब्बत में कोई जीत गया
ये ना कह देना के बिस्तर में बड़ा अच्छा है
Tehzeeb Hafi All Shayari In Hindi
Koi Samandar Koi Nadi Hoti Koi Dariya Hota
Hum Jitne Pyase The Hamara Ek Glass Se Kya Hota
Taane Dene Se Aur Hum Pe Shq Karne Se Behtar Tha
Gale Laga ke Tumne Hijrat Ka Dukh Baant Liya Hota
कोई समंदर, कोई नदी होती कोई दरिया होता
हम जितने प्यासे थे हमारा एक गिलास से क्या होता
ताने देने से और हम पे शक करने से बेहतर था
गले लगा के तुमने हिजरत का दुख बाट लिया होता
Tilism-E-Yaar Ye Pehlu Nikaal Leta Hai
Ki Pattharon Se Bhi Khushbu Nikal Leta Hai
Hai Belihaaj Kuch Aisa Ki Aankh Lagte Hi
Woh Sar Ke Neeche Se Baazu Nikal Leta Hai
तिलिस्म-ए-यार ये पहलू निकाल लेता है
कि पत्थरों से भी खुशबू निकाल लेता है
है बे-लिहाज़ कुछ ऐसा की आँख लगते ही
वो सर के नीचे से बाजू निकाल लेता है
Main Zindagi Mein Aaj Pehli Baar Ghar Nahi Gaya
Magar Tamaam Raat Dil Se Maa Kar Darr Nahi Gaya
Bas Ek Dukh Jo Mere Dil Se Umar Bhar Na Jayega
Usko Kisi Ke Saath Dekh Kar Main Mar Nahi Gaya
मैं ज़िन्दगी में आज पहली बार घर नहीं गया
मगर तमाम रात दिल से माँ का डर नहीं गया
बस एक दुःख जो मेरे दिल से उम्र भर न जायेगा
उसको किसी के साथ देख कर मैं मर नहीं गया
Mahinon Baad Daftar Aa Rahe Hain
Hum Ek Sadme Se Bahar Aa Rahe Hain
Samandar Kar Chuka Tasleem Humko
Khazane Khud Hi Upar Aa Rahe Hain
महीनों बाद दफ्तर आ रहे हैं
हम एक सदमे से बहार आ रहे हैं
समंदर कर चूका तस्लीम हमको
ख़ज़ाने खुद ही ऊपर आ रहे हैं
Ye Kisne Di Hai Mujhko Haar Jaane Par Tasalli
Ye Kisne Haath Mere Haath Par Rakha Hua Hai
ये किसने दी है मुझको हार जाने पर तसल्ली
ये किसने हाथ मेरे हाथ पर रखा हुआ है
Apna Sabkuch Haar Kar Laut Aaye Ho Na Mere Paas
Main Tumhein Kehta Bhi Rehta Tha Ki Duniyan Tez Hai
Aaj Uske Gaal Chume Hain To Andaza Hua
Chai Acchi Hai Magar Thoda Sa Meetha Tez Hai
अपना सबकुछ हार कर लौट आये हो ना मेरे पास
मैं तुम्हें कहता भी रहता था की दुनियां तेज़ है
आज उसके गाल चूमे हैं तो अंदाज़ा हुआ
चाय अच्छी है मगर थोड़ा सा मीठा तेज़ है
Tujhe Ye Sadke Mere Tavassut Se Janti Hai
Tujhe Hamesha Ye Sab Ishare Khule Milenge
Hamein Badan Aur Naseeb Dono Sawarne Hain
Hum Uske Maathe Ka Pyar Leke Gale Milenge
तुझे ये सड़कें मेरे तवस्सुत से जानती हैं
तुझे हमेशा ये सब इशारे खुले मिलेंगे
हमें बदन और नसीब दोनों सवारने हैं
हम उसके माथे का प्यार लेके गले मिलेंगे
Jo Mere Saath Mohabbat Mein Huyi
Aadmi Ek Dafa Sochega
Raat Is Darr Mein Guzaari Humne
Koi Dekhega To Kya Sochega
जो मेरे साथ मोहब्बत में हुयी
आदमी एक दफा सोचेगा
रात इस डर में गुज़ारी हमने
कोई देखेगा तो क्या सोचेगा
Ye Maine Kab Kaha Ke Mere Haq Mein Faisla Kare
Agar Woh Mujhse Khush Nahi Hai Toh Mujhe Juda Kare
Main Uske Saath Jis Tarah Guzarta Hoon Zindagi
Use To Chahiye Ke Mera Shukriya Ada Kare
ये मैंने कब कहा के मेरे हक़ में फैसला करे
अगर वो मुझसे खुश नहीं है तो मुझे जुदा करे
मैं उसके साथ जिस तरह गुज़ारता हूँ ज़िन्दगी
उसे तो चाहिए के मेरा शुक्रिया अदा करे
Zindagi Bhar Phool Hi Bhijwaoge
Yaa Kisi Din Khud Bhi Milne Aaoge
Khud Ko Aayine Mein Kam Dekha Karo
Ek Din Surajmukhi Ban Jaaoge
ज़िन्दगी भर फूल ही भिजवाओगे
या किसी दिन खुद भी मिलने आओगे
खुद को आईने में कम देखा करो
एक दिन सूरजमुखी बन जाओगे
Ye Kis Tarah Ka Tallukh Hai Aapka Mere Saath
Mujhe Hi Chhod Kar Jaane Ka Mashwara Mere Saath
ये किस तरह का ताल्लुख है आपका मेरे साथ
मुझे ही छोड़ कर जाने का मशवरा मेरे साथ
Tehzeeb Hafi Shayari In Hindi Rekhta
Mujhse Mat Puchho Ke Us Shakhs Mein Kya Accha Hai
Acche Acchon Se Mujhe Mera Bura Accha Hai
Kis Tarah Mujhse Mohabbat Mein Koi Jeet Gaya
Ye Na Keh Dena Ke Bistar Mein Bada Accha Hai
मुझसे मत पूछो के उस शख्स में क्या अच्छा है
अच्छे अच्छों से मुझे मेरा बुरा अच्छा है
किस तरह मुझसे मोहब्बत में कोई जीत गया
ये ना कह देना के बिस्तर में बदल अच्छा है
Uske Haathon Mein Jo Khanjar Hai Zyada Tez Hai
Aur Phir Bachpan Se Hi Uska Nishana Tez Hai
Jab Kabhi Us Par Jaane Ka Khayal Aata Mujhe
Koi Aahista Se Kehta Tha Ke Dariya Tez Hai
उसके हाथों में जो खंजर है ज़्यादा तेज़ है
और फिर बचपन से ही उसका निशाना तेज़ है
जब कभी उस पार जाने का ख्याल आता मुझे
कोई आहिस्ता से कहता था के दरिया तेज़ है
Ye Kisne Baag Se Us Shakhs Ko Bula Liya Hai
Parinde Udd Gaye Pedon Ne Muh Bana Liya Hai
Use Pata Tha Main Chhune Mein Waqt Leta Hoon
So Usne Wasl Ka Dauraniyan Badha Liya Hai
ये किसने बाग़ से उस शख्स को बुला लिया है
परिंदे उड़ गए पेड़ों ने मुँह बना लिया है
उसे पता था मैं छूने में वक़्त लेता हूँ
सो उसने वस्ल का दौरनियाँ बढ़ा लिया है
Kaise Usne Ye Sabkuch Mujhse Chhup Kar Badla
Chehra Badla, Rasta Badla, Baad Mein Ghar Badla
Main Uske Baare Mein Ye Kehta Tha Logon Se
Mera Naam Badal Dena Woh Shakhs Agar Badla
कैसे उसने ये सबकुछ मुझसे छुपकर बदला
चेहरा बदला, रस्ता बदला, बाद में घर बदला
मैं उसके बारे में ये कहता था लोगों से
मेरा नाम बदल देना वो शख्स अगर बदला
Ek Idhar Main Hoon Ke Ghar Walon Se Narazgi Hai
Ek Udhar Tu Hai Ke Gairon Ka Kaha Maanta Hai
Main Tujhe Apna Samjhkar Hi To Kuch Kehta Hoon
Yaar Tu Bhi Meri Baaton Ka Bura Maanta Hai
एक इधर मैं हूँ के घर वालों से नाराज़गी है
एक उधर तू है के गैरों का कहाँ मानता है
मैं तुझे अपना समझकर ही तो कुछ कहता हूँ
यार तू भी मेरी बातों का बुरा मानता है
Ab Zaroori To Nahi Hai Ke Woh Sabkuch Keh De
Dil Mein Jo Kuch Bhi Ho Aankhon Se Nazar Aata Hai
Main Use Sirf Ye Kehta Hoon Ke Ghar Jaana Hai
Aur Woh Marne Marne Pe Utar Aata Hai
अब ज़रूरी तो नहीं है के वो सकबुछ कह दे
दिल में जो कुछ भी हो आँखों से नज़र आता है
मैं उसे सिर्फ ये कहता हूँ के घर जाना है
और वो मारने मरने पे उतर आता है
Tu Bhi Kab Mere Mutabik Mujhe Dukh De Paya
Kisne Bharna Tha Ye Paimana Agar Khaali Tha
Ek Dukh Ye Ke Tu Milne Nahi Aaya Mujhe
Ek Dukh Ye Hai Ke Us Din Mera Ghar Khali Tha
तू भी कब मेरे मुताबिक मुझे दुःख दे पाया
किसने भरना था ये पैमाना अगर खाली था
एक दुःख ये के तू मिलने नहीं आया मुझे
एक दुःख ये है के उस दिन मेरा घर खाली था
Ye Kisse Ishq Ka Kanoon Padh Kar Aa Gaye Ho
Mohabbat Aur Mohabbat Mein Badan Pagla Gaye Ho
Tumhara Muskurana Jaan Le Leta Tha Meri
Bichhadkar Khush To Ho Lekin Bahut Murjha Gaye Ho
ये किस्से इश्क़ का कानून पढ़ कर आ गए हो
मोहब्बत और मोहब्बत में बदन पगला गए हो
तुम्हारा मुस्कुराना जान ले लेता था मेरी
बिछड़कर खुश तो हो लेकिन बहुत मुरझा गए हो
Pehle Uski Khushbu Maine Khud Par Taari Ki
Phir Maine Us Phool Se Milne Ki Taiyaari Ki
Itna Dukh Tha Mujhko Tere Laut Ke Jaane Ka
Maine Ghar Ke Darwazon Se Bhi Muh Maari Ki
पहले उसकी खुशबु मैंने खुद पर तारी की
फिर मैंने उस फूल से मिलने की तैयारी की
इतना दुःख था मुझको तेरे लौट के जाने का
मैंने घर के दरवाज़ों से भी मुँह मारी की
Ye Dukh Alag Hai Ke Usse Main Door Ho Raha Hoon
Ye Gum Juda Hai Woh Khud Mujhe Door Kar Raha Hai
Tere Bichhdne Pe Main Likh Raha Hoon Taza Ghazlein
Ye Tera Gum Hai Jo Mujhko Mashoor Kar Raha Hai
ये दुःख अलग है के उससे मैं दूर हो रहा हूँ
ये गम जुदा है वो खुद मुझे दूर कर रहा है
तेरे बिछड़ने पे मैं लिख रहा हूँ ताज़ा ग़ज़लें
ये तेरा गम है जो मुझको मशहूर कर रहा है
Main Usse Ye To Nahi Keh Raha Juda Na Kare
Magar Woh Kar Nahi Sakta To Phir Kaha Na Kare
Woh Jaise Chhod Gaya Tha Mujhe Use Bhi Kabhi
Khuda Kare Ke Koi Chhod De Khuda Na Kare
मैं उससे ये तो नहीं कह रहा जुदा ना करे
मगर वो कर नहीं सकता तो फिर कहा ना करे
वो जैसे छोड़ गया था मुझे उसे भी कभी
खुदा करे के कोई छोड़ दे खुदा ना करे
Mere Aansu Nahi Tham Rahe Ke Woh Mujhse Juda Ho Gaya
Aur Tum Keh Rahe Ho Ke Chhodo Ab Aisa Bhi Kya Ho Gaya
Mehkadon Mein Meri Layinein Padhte Firte Hain Log
Maine Jo Kuch Bhi Pe Kar Kaha Falsafa Ho Gaya
मेरे आंसू नहीं थम रहे के वो मुझसे जुदा हो गया
और तुम कह रहे हो के छोड़ो अब ऐसा भी क्या हो गया
महकदों में मेरी लाइनें पढ़ते फिरते हैं लोग
मैंने जो कुछ भी पी कर कहा फलसफा हो गया
Mallahon Ka Dhyan Bata Kar Dariyan Chori Kar Lena Hai
Qatra Qatra Karke Maine Saara Chori Kar Lena Hai
Tum Usko Majboor Kiye Rakhna Baatein Karte Rehne Par
Itni Der Mein Maine Uska Lehja Chori Kar Lena Hai
मल्लाहों का ध्यान बटा कर दरिया चोरी कर लेना है
क़तरा क़तरा करके मैंने सारा चोरी कर लेना है
तुम उसको मजबूर किये रखना बातें करते रहने पर
इतनी देर में मैंने उसका लहजा चोरी कर लेना है
Haan Ye Sach Ke Mohabbat Nahi Ki
Dost Bas Meri Tabiyat Nahi Ki
Isliye Gaaon Mein Sailaab Aaya
Humne Dariyaon Ki Izzat Nahi Ki
हाँ ये सच के मोहब्बत नहीं की
दोस्त बस मेरी तबियत नहीं की
इसलिए गाँव में सैलाब आया
हमने दरियाओं की इज़्ज़त नहीं की
Sabki Kahani Ek Taraf Hai Mera Kissa Ek Taraf
Ek Taraf Sairaab Hain Saare Aur Main Pyasa Ek Taraf
Maine Ab Tak Jitne Bhi Logon Mein Khud Ko Bata Hai
Bachpan Se Rakhta Aaya Hoon Tera Hissa Ek Taraf
सबकी कहानी एक तरफ है मेरा किस्सा एक तरफ
एक तरफ सैराब हैं सारे और मैं प्यासा एक तरफ
मैंने अब तक जितने भी लोगों में खुद को बांटा है
बचपन से रखता आया हूँ तेरा हिस्सा एक तरफ
Tehzeeb Hafi Shayari In Hindi Lyrics
Mujhse Kal Waqt Pucha Kisi Ne
Keh Diya Ke Bura Chal Raha Hai
Usne Shaadi Bhi Ki Hai Kisi Se
Aur Gaaon Mein Kya Chal Raha Hai
मुझसे कल वक़्त पूछा किसी ने
कह दिया के बुरा चल रहा है
उसने शादी भी की है किसी से
और गाँव में क्या चल रहा है
Labon Se Lafz Jhade Aankh Se Nami Nikle
Kisi Tarah To Mere Dil Se Bedili Nikle
Main Chahta Hoon Parinde Riha Kiye Jaaye
Main Chahta Hoon Tere Honth Se Hansi Nikle
लबों से लफ्ज़ झड़े आँख से नमी निकले
किसी तरह तो मेरे दिल से बेदिली निकले
मैं चाहता हूँ परिंदे रिहा किये जाए
मैं चाहता हूँ तेरे होंठ से हंसी निकले
Main Chahta Hoon Koi Mujhse Baat Karta Rahe
Main Chahta Hoon Ki Andar Ki Khamoshi Nikle
Main Chahta Hoon Mujhe Takcho Mein Rakha Jaaye
Main Chahta Hoon Jalun Aur Roshni Nikle
मैं चाहता हूँ कोई मुझसे बात करता रहे
मैं चाहता हूँ की अंदर की ख़ामोशी निकले
मैं चाहता हूँ मुझे तकचो में रखा जाए
मैं चाहता हूँ जलूं और रौशनी निकले
Usi Ne Dushmanon Ko Bakhabar Rakha Hua Hai
Ye Tune Jisko Apna Kehke Ghar Rakha Hua Hai
Mere Kandhe Pe Sar Rehne Nahi Dega Kisi Din
Yehi Jisne Mere Kandhe Pe Sar Rakha Hua Hai
उसी ने दुश्मनों को बाख़बर रखा हुआ है
ये तूने जिसको अपना कहके घर रखा हुआ है
मेरे कांधे पे सर रहने नहीं देगा किसी दिन
यही जिसने मेरे कांधे पे सर रखा हुआ है
Tera Chup Rehna Mere Zehan Mein Kya Baith Gaya
Itni Aawazein Tujhe Di Ki Gala Baith Gaya
Yun Nahi Hai Ke Fakat Main Hi Use Chahta Hoon
Jo Bhi Us Ped Ki Chhaon Mein Gaya Baith Gaya
तेरा चुप रहना मेरे ज़ेहन में क्या बैठ गया
इतनी आवाज़ें तुझे दी की गला बैठ गया
यूँ नहीं है के फकत मैं ही उसे चाहता हूँ
जो भी उस पेड़ की छाओं में गया बैठा गया
Suna Hai Ab Woh Aankhein Aur Kisi Ko Ro Rahi Hai
Mere Chashmon Se Koi Aur Paani Bhar Raha Hai
Bahut Majboor Hokar Main Teri Aankhon Se Nikla
Khushi Se Kaun Apne Mulq Se Bahar Raha Hai
सुना है अब वो आँखें और किसी को रो रही है
मेरे चश्मों से कोई और पानी भर रहा है
बहुत मजबूर होकर मैं तेरी आँखों से निकला
ख़ुशी से कौन अपने मुल्क़ से बाहर रहा है
Isliye Ye Mahina Hi Nahi Shamil
Umar Ki Jantari Mein Hamari
Usne Ek Din Kaha Tha Ki
Shaadi Hai Is Farwari Mein Hamari
इसलिए ये महीना ही नहीं शामिल
उम्र की जंतरी में हमारी
उसने एक दिन कहा था की
शादी है इस फरवरी में हमारी
Ab In Jale Huye Jismon Pe Khud Hi Saya Karo
Tumhein Kaha Tha Bata Kar Kareeb Aaya Karo
Main Uske Baad Mahinon Udaas Rehta Hoon
Mazaak Mein Bhi Mujhe Haath Mat Lagaya Karo
अब इन जले हुए जिस्मों पे खुद ही साया करो
तुम्हें कहा था बता कर करीब आया करो
मैं उसके बाद महीनों उदास रहता हूँ
मज़ाक में भी मुझे हाथ मत लगाया करो
Uske Chahne Walon Ka Aaj Uski Gali Mein Dharna Hai
Yahin Pe Ruk Jaao To Theek Hai Aage Jaake Marna Hai
Rooh Kisi Ko Saunp Aaye Ho To Ye Jism Bhi Le Jaao
Waise Bhi Maine Is Khaali Bottle Ka Kya Karna Hai
उसके चाहने वालों का आज उसकी गली में धरना है
यहीं पे रुक जाओ तो ठीक है आगे जाके मरना है
रूह किसी को सौंप आये हो तो ये जिस्म भी ले जाओ
वैसे भी मैंने इस खाली बोतल का क्या करना है
Thoda Likha Aur Zyada Chhod Diya
Aane Walon Ke Liye Rasta Chhod Diya
Tum Kya Jaano Us Dariya Par Kya Guzri
Tumne To Bas Paani Bharna Chhod Diya
थोड़ा लिखा और ज़्यादा छोड़ दिया
आने वालों के लिए रस्ता छोड़ दिया
तुम क्या जानो उस दरिया पर क्या गुज़री
तुमने तो बस पानी भरना छोड़ दिया
Tehzeeb Hafi Shayari Lyrics
Ladkiyan Ishq Mein Kitni Paagal Hoti Hain
Phone Baja Aur Chulha Jalta Chhod Diya
लड़कियां इश्क़ में कितनी पागल होती हैं
फ़ोन बजा और चुल्हा जलता छोड़ दिया
Taarikhiyon Ko Aag Lage Aur Diya Jale
Ye Raat Ben Karti Rahe Aur Diya Jale
Tum Chahte Ho Tumse Bichhad Kar Bhi Khush Rahun
Yani Hawa Bhi Chalti Rahe Aur Diya Jale
तारिखियों को आग लगे और दिया जले
ये रात बेन करती रहे और दिया जले
तुम चाहते हो तुमसे बिछड़ कर भी खुश रहूं
यानी हवा भी चलती रहे और दिया जले
Aapne Mujhko Duboya Hai Kisi Aur Jagah
Itni Gehrayi Kahan Hoti Hai Dariyaon Mein
आपने मुझको डुबोया है किसी और जगह
इतनी गहरायी कहाँ होती है दरियाओं में
निष्कर्ष
मैं आशा करता हूँ आपको ये Tehzeeb Hafi Shayari In Hindi ज़रूर पसंद आयी होंगी | आप हमें कमेंट करके जरूर बताये | और इस पोस्ट को अभी अपने दोस्तों और रिश्तेदारों में शेयर करे | ऐसे ही शेरो शायरी के लिए हमसे जुड़े रहे | आप हमारे व्हाट्सप्प ग्रुप को ज्वाइन जरूर करे | धन्यवाद |
मैं ऐसी ही हिंदी शायरी के Collection Romanticshayari.org पर पब्लिश करता रहता हूँ। आप इस पेज को Bookmark कर सकते हैं यहाँ मैं नयी नयी Shayari, Quotes, Status पब्लिश करता रहूँगा। आप मुझसे जुड़ने और Direct मुझसे बात करने के लिए मेरे Instagram Page को Follow कर सकते हैं।